Is Karam Ka Karon Shukar Kaise Adaa– Nusrat Fateh Ali: Download MP3 Worlds Largest Collection of Qawwali, Arfana & Sufiana Kalam, Hamd & Naat

Is Karam Ka Karon Shukar Kaise Adaa – Nusrat Fateh Ali Khan

Kalaam/Poetry ,ﺍﺭﺩﻭ urdu

 

 

Is Karam Ka Karon Shukar Kaise Adaa is a beautiful Naat, narrating the narration of Ashiq-e-Rasool’s gratitude to Prophet SAW, comprising several beautiful Naatiya Verses.

 

 

 Download  (Right click + save target as, or save link as)

 

Lyrics

Be-bandagi Urooj Kiya, Banda Kardiya

Tara Meray Naseeb Ka Tabinda Kardiya

Itni Baree Hazoor Ki Banda Nawaziaan

Mujh Ko Mere Sawal Main Sharminda Kar diya

Is Karam Ka Karon Shukar Kaise Adaa?

Jo Karam Mujh Pe Nabi SAW Ne Kiya

Kaisa Jaata Tha Sarkar Ki Mehfilian

Mujh Ko Har Gham Se Rab Ne Baree Kar Diya

Gham e Ashiqi Se Pehle Mujhe Kon Jantaa Tha?

Tere Zaat [SAW] Ne Bana Di Mere Zindagi Fasaana

Muhabbat Mustafa [SAW] Se Pehle Main Kuch Nahin Tha

Karam Ki Intihna Se Pehle Main Kuch Nahin Tha

Jitna Diya Sarkar Ne Mujh Ko, Utnee Mere Okaat Nahin

Yeh Sab Tumhara Karam, Warna Mujh Mein Koi Baat Nahin