Nahin Nigah Mein Manzil – Tina Sani sings Faiz: Download MP3 Worlds Largest Collection of Qawwali, Arfana & Sufiana Kalam, Hamd & Naat

Nahin Nigah Mein Manzil – Tina Sani sings Faiz

Faiz Ahmad Faiz اردو urdu

 

 

Naheen nigah main manzil tau justajoo hi sahee, Naheen visaal moyasar to arzoo hi sahi is a signature Faiz Ahmed Faiz poem, which is a search for optimism in state of gloom and misery. Full Lyrics below.


 Download (Right click + save target as or save link as)

 

Lyrics

 

Naheen nigah main manzil tau justajoo hi sahee
Naheen visaal moyasar to arzoo hi sahi.

Na tunn mein khoon farahem na ushq ankhon main
Namaz-e-shoq to wajib hai be-wazu hi
 sahi.

Kisi tarah to jamay bazm maikaday walon
Naheen jo baada-o-saghar, to haa-hoo hi sahee

Gar intazaar kathan hai to jab talak ae dil
Kisee ke wada-e-fardaa ki guftagoo hi sahee.

Dayaar-e-ghayr main mehrum agar naheen koee
To Faiz zikr-e-watan apnay roo-ba-roo hi sahee.