Apna Muqam Paida Kar Kalam-e-Iqbal – Rahat Fateh Ali Khan: Download MP3 Worlds Largest Collection of Qawwali, Arfana & Sufiana Kalam, Hamd & Naat

Apna Muqam Paida Kar Kalam-e-Iqbal – Rahat Fateh Ali Khan [Full 25 Min Version]: Download MP3

Urdu Kalam of Allama Iqbal

 

Diyar-e-Ishq Mein Apna Maqam Paida Kar is one of Allama Iqbal’s most known poems, basically a poem he wrote to his son Javed Iqbal upon his farmaish to bring a gramofone from England. Although subjected to his son, it is basically a message for entire youth.

 

 

 Download (Right click + save target as, or save link as)

 

Lyrics

 

Diyaar-e-Ishq Mein Apna Maqam Paida Kar

Naya Zamaana, Naye Subah-o-Sham Paida Kar

 

Build in love’s world your own place

Build new era, new morning and new eves

 

Khuda agar dil-e-fitrat shinas de tujh ko

Sakoot-e-lala-o-gul se kalam paida kar

 

If God gives your a nature to comprehend nature

From the silence of flowers, weave poems

 

Utha na sheesha garaan-e-farang ka ehsan

Sifaal-e-Hind se meena-o-jaam paida kar

 

Don’t ask for favours of English and their fine crystals

From the clay of Hind, create your own flask and cup

 

Main shaakh-e-taak hun, meri ghazal hai mera samar

Mere samar se mai-e-lala faam paida kar

 

I am the branch of grape vines, and my ghazals are my fruit

From my fruit, create fine wines of wisdom

 

Mera tareeq ameeri nahin, faqeeri hai

Khudi na baich, ghareebi mein naam paida kar

 

My ways are of Faqeer, not the Rich

Don’t sell your Khudi and self-awarness, create name in poverty