Ilm Aur Deen [Knowledge And Faith] Allama Iqbal Poem from Zarb-e-Kaleeem

Ilm Aur Deen [Knowledge And Faith] Allama Iqbal Poem from Zarb-e-Kaleeem

 

Woh Ilm Apnay Buton Ka Hai Aap Ibrahim [A.S.]

Kia Ha Jiss Ko Khuda Ne Dil-o-Nazr Ka Nadeem

 

That Knowledge , like Abraham, is destroyer of idols of ignorance

Which God himself has endorsed as the friend of Heart and Sight.

 

Zamana Aik, Hayat Aik, Kainat Bhi Aik

Daleel-e-Kam-Nazari, Qissa-e-Jadeed-o-Qadeem

 

Time, Life and Universe, all are one

The fable of past and future is all fabricated by those will less sightful

 

 

Woh Ilm, Kam Basri Jis Mein Ham-Kinar Nahin

Tajaliat-e-Kaleem-o-Mushahidat-e-Hakeem!

 

That knowledge, that is not bounded by lack of vision

Like foresight of Khidr, who unlike Moses, was not blinded of the unseen.

 

ilm o deen - allama iqbal - zarb-e-kaleem

ilm o deen – allama iqbal – zarb-e-kaleem

 

 



You may also like...